🎵
LETRA
Yeh jeevan pyaar se Yeh jeevan pyaar se bhar do tum Bas itna kar do tum Mit jaaye dil se tanhaaiyaan Maheka do aaj tamannaayein Maheka do khwaabon ko Chaahat ki deke rangeeniyaan Yeh jeevan pyaar se bhar do tum Bas itna kar do tum Jab tum na the to kuch na tha Naakaam yeh zindagaani thi Aawaara tha yeh dil mera Badnaam apni kahaani thi Tumne hi jeena sikhaaya Apna jo mujhko banaaya Uthi hai dil mein phir halchal Ho jaaoonga paagal Leti hai dhadkan angdaaiyaan Yeh jeevan pyaar se bhar do tum Bas itna kar do tum Har saans mein samaaye ho tum Basne lage ho nigaahon mein Ab har taraf bahaare khili Veeraan si dil ki raahon mein Jeene ka ehsaas tum ho Ab to mere paas tum ho Mile ho jab se tum jaanam Chaahat ka yeh mausam Laaya hai kitni raanaaiyaan Yeh jeevan pyaar se bhar do tum Bas itna kar do tum Mit jaaye dil se tanhaaiyaan Maheka do aaj tamannaayein Maheka do khwaabon ko Bas itna kar do tum - 2
◎ Más canciones de Udit Narayan
Ver artista#TítuloÁlbumDuración
- 1Aa Gaya Aa GayaSingle--:--
Udit Narayan
- 2Aa kahi duur chale jaaye hamSingle--:--
Udit Narayan
- 3Aage aage chahat chaliSingle--:--
Udit Narayan
- 4Aaj Kehna Zarori HaiSingle--:--
Udit Narayan
- 5Aawaara AawaaraSingle--:--
Udit Narayan
- 6Achchi Lagti HoSingle--:--
Udit Narayan