🎵
LETRA
Aawaara Aawaara (Aawaara kehta tha mujhe yeh jahaan Jis din se paaya jaanam tujhe meherbaan) - 2 Aabaad hone lagi sooni si yeh zindagi Karne laga pyaar main, karne laga aashiqui Mere dil ne pukaara, aawaara aawaara aawaara Aawaara kehta tha mujhe yeh jahaan Jis din se paaya jaanam tujhe meherbaan Aawaara kehta tha Kuch tere jalwon ne deewaana kiya Kuch to is dil se bhi sharaarat hui Mere tasavur mein basi tu hi tu Tujhse o jaanam yun mohabbat hui Sadiyon se mujhko bhi teri aarzoo Badli hai kismat yeh mili jab se tu Aabaad hone lagi sooni si yeh zindagi Karne laga pyaar main, karne laga aashiqui Mere dil ne pukaara, aawaara aawaara aawaara Aawaara kehta tha Jis din se nazaron mein tu shaamil hui Har shay mein karta hoon nazaara tera Yunhi bhatakta rehta main saari umar Mujhko agar na milta sahaara tera Ab koi hasrat hai na kuch aas hai Teri vafa ab to mere paas hai Aabaad hone lagi sooni si yeh zindagi Karne laga pyaar main, karne laga aashiqui Mere dil ne pukaara, aawaara aawaara aawaara
◎ Más canciones de Udit Narayan
Ver artista#TítuloÁlbumDuración
- 1Aa Gaya Aa GayaSingle--:--
Udit Narayan
- 2Aa kahi duur chale jaaye hamSingle--:--
Udit Narayan
- 3Aage aage chahat chaliSingle--:--
Udit Narayan
- 4Aaj Kehna Zarori HaiSingle--:--
Udit Narayan
- 5Achchi Lagti HoSingle--:--
Udit Narayan
- 6Akeli Na Bazaar Jaya KaroSingle--:--
Udit Narayan