🎵
LETRA
Pehla Nasha Chaahe tum kuchh na kaho maine sun liya Ki saathi pyaar ka mujhe chun liya Chun liya Maine Sun liya Pehla nasha Pehla khumaar Naya pyaar hai naya intezaar Kar loon main kya apna haal Aye dil-e-bekaraar Mere dil-e-bekaraar Tu hi bata Pehla nasha Pehla khumaar Udta hi firoon in hawaon mein kahin Ya main jhool jaoon in ghataon mein kahin Udta hi firoon in hawaon mein kahin Ya main jhool jaoon in ghataon mein kahin Ek kar doon aasmaan zameen Kaho yaaron kya karoon kya nahin Pehla nasha Pehla khumaar Naya pyaar hai naya intezaar Kar loon main kya apna haal Aye dil-e-bekaraar Mere dil-e-bekaraar Tu hi bata Pehla nasha Pehla khumaar Usne baat ki kuchh aise dhang se Sapne de gaya vo hazaaron range ke Usne baat ki kuchh aise dhang se Sapne de gaya vo hazaaron range ke Reh jaoon jaise main haar ke Aur choome vo mujhe pyaar se Pehla nasha Pehla khumaar Naya pyaar hai naya intezaar Kar loon main kya apna haal Aye dil-e-bekaraar Mere dil-e-bekaraar
◎ Más canciones de Udit Narayan
Ver artista#TítuloÁlbumDuración
- 1Aa Gaya Aa GayaSingle--:--
Udit Narayan
- 2Aa kahi duur chale jaaye hamSingle--:--
Udit Narayan
- 3Aage aage chahat chaliSingle--:--
Udit Narayan
- 4Aaj Kehna Zarori HaiSingle--:--
Udit Narayan
- 5Aawaara AawaaraSingle--:--
Udit Narayan
- 6Achchi Lagti HoSingle--:--
Udit Narayan