🎵

Woh Ladki Jo Sabse Alag Hai

Udit Narayan, Abhijeet

LETRA

Traducir
Woh Ladki Jo Sabse Alag Hai
Kahin zulf ka baadal o ho
Kahin rangni aanchal aa haa
Kahin honth gulabi o ho
Kahin chaal sharaabi aa haa
Kahin aankh mein jaadu o ho
Kahin jism ki khushboo aa haa
Kahin narm nigaahein o ho
Kahin gori baahein aa haa

Haan yahan kadam kadam par laakhon haseenayein hain
Hum magar yeh dil ka tofa dene usay aayein hain
Woh ladki jo sabse alag hai
Woh ladki jo sabse alag hai
Woh ladki jo sabse alag hai
Woh ladki jo sabse alag hai
Haan yahan kadam kadam par laakhon haseenayein hain
Hum magar yeh dil ka tofa dene usay aaye hain
Woh ladki jo sabse alag hai
Woh ladki jo sabse alag hai
Woh ladki jo sabse alag hai
Woh ladki jo sabse alag hai
Kitne hi jalve hai
Aankhon mein ghulti hai jaise chaandni
Kitni hi ho baatein hai
Kaanon mein ghulti hai jaise raagini
Yeh chale jaise zaraa balkhaake
Woh chale jaise zaraa ithlaake
Yeh mile jaise zaraa sharmaake
Woh mile jaise zaraa iteraake
Haan yahan kadam kadam par laakhon haseenayein hain
Hum magar yeh dil ka tofa dene usay aaye hain
Woh ladki jo sabse alag hai
Woh ladki jo sabse alag hai
Woh ladki jo sabse alag hai
Woh ladki jo sabse alag hai

Gulshan ki hai woh kali
Jo saare phoolon se bilkul hai judaa
Kya kahiye ho dekha hai
In aankhon ne aisa roop kya
Kya ajeebsi taazagi hai
Kya haseen si saadagi hai
Kya ajeebsi dil kashee hai
Kya haseen si dilbari hai
Haan yahan kadam kadam par laakhon haseenayein hain
Hum magar yeh dil ka tofa dene usay aaye hain
Woh ladki jo sabse alag hai
Woh ladki jo sabse alag hai
Woh ladki jo sabse alag hai
Woh ladki jo sabse alag hai
Haan yahan kadam kadam par laakhon haseenayein hain
Hum magar yeh dil ka tofa dene usay aaye hain
👤
Letra enviada por @somossalvador

Las letras de canciones pertenecen a sus respectivos autores y titulares de derechos.

Más canciones de Udit Narayan, Abhijeet

Ver artista
Woh Ladki Jo Sabse Alag Hai · Udit Narayan, Abhijeet | Esletras.com