🎵

Milte Hi Unpe Dil Aa Gaya

Udit Narayan, Abhijeet

LETRA

Traducir
Milte Hi Unpe Dil Aa Gaya
teere nazar se ghaayal huaan
main deewana deewana deewana huaan
milte hi unpe dil aa gaya teere nazar se ghaayal huaan

unka chand asa mukhada kya kehna unke maathe ki bindiya kya kehna
unki qaatil adaayen kya kehna unki mast nigaahen kya kehna
jab woh aa gaye toh noor aa gaya na jaane yeh mujhko kya ho gaya
main deewana deewana deewana huaan
milte hi unpe dil aa gaya teere nazar se ghaayal huaan
unki chaal woh sau sau balkhaaye unki zulfon se baadal sharmaayen
woh hothon pe aaise muskaaye woh tarsaaye dil ko tadpaaye
woh jhonka hawaa ka mastana unki aankhen chhalakta paimaana
main deewana deewana deewana huaan
milte hi unpe dil aa gaya teere nazar se ghaayal huaan
main deewana deewana deewana huaan
👤
Letra enviada por @enciendedirecta62

Las letras de canciones pertenecen a sus respectivos autores y titulares de derechos.

Más canciones de Udit Narayan, Abhijeet

Ver artista