🎵

Mere Khayalon Ki Mallika

Udit Narayan, Abhijeet

LETRA

Traducir
Mere Khayalon Ki Mallika
Chaaron taraf teri chhaiyaan re
Thaam le aake baiyaan
Chaaron taraf teri chhaiyaan re chaiyaan
Mere khayalon ki mallika
Mere khayalon ki mallika
Chaaron taraf teri chhaiyaan re
Thaam le aake baiyaan
Chaaron taraf teri chhaiyaan re chaiyaan

Aayi phoolon ke ras mein nahaake
Laayi geeli si khushboo churaake
Hey aayi phoolon ke ras mein nahaake
Laayi geeli si khushboo churaake
Teri aankhon mein hai halka sa nasha
Tera roop meri nazron mein basa
Mere khayalon ki mallika
Mere khayalon ki mallika
Chaaron taraf teri chhaiyaan re
Thaam le aake baiyaan
Chaaron taraf teri chhaiyaan re chaiyaan
Jaadu chhaaya hai tera jaadu
Kaabu dil pe nahin kaabu
Hey jaadu chhaaya hai tera jaadu
Kaabu dil pe nahin kaabu
Sapnon ki pari itna to bata
Rehti hai kahan tera naam hai kya
Mere khayalon ki mallika
Mere khayalon ki mallika
Chaaron taraf teri chhaiyaan re
Thaam le aake baiyaan
Chaaron taraf teri chhaiyaan re chaiyaan
Mere khayalon ki mallika
Mere khayalon ki mallika
Chaaron taraf teri chhaiyaan re
Thaam le aake baiyaan
Chaaron taraf teri chhaiyaan re chaiyaan
👤
Letra enviada por @soymatias

Las letras de canciones pertenecen a sus respectivos autores y titulares de derechos.

Más canciones de Udit Narayan, Abhijeet

Ver artista