🎵
LETRA
Jis Desh Mein Ganga Rehta Hai Bhabhi kangan khankaati hai aur maa loriyaan gaati hai Madham madham si pawan chale, koyaliya geet sunaati hai Bachaa vaha aaj bhi chaand ko chanda mama kehta hai Jis desh mein ganga rehta hai Bhabhi kangan khankaati hai aur maa loriyaan gaati hai Madham madham si pawan chale, koyaliya geet sunaati hai Bachaa vaha aaj bhi chaand ko chanda mama kehta hai Jis desh mein ganga rehta hai Gaaon ka panghat, panghatka paani Bhare gagariya koi deewani Thandi thandi purwaayi mein meethi meethi khushboo Mat poocho us khushboo mein hota hai kaisa jadoo Jadoo aisa hota hai ke har koi jhoomta rehta hai Jis desh mein Ganga rehta hai Jis desh mein ganga rehta hai Bhabhi kangan khankaati hai aur maa loriyaan gaati hai Madham madham si pawan chale, koyaliya geet sunaati hai Dil mein basaakar gaaon ki mamta Shaher mein aaya main jogi ramta Dil mein basaakar gaaon ki mamta Shaher mein aaya main jogi ramta Sukh dukh saare maan kar aur unko apna kar Tarah tarah ke naaton se ghar ban jaata hai soondar Pal pal sachche rishton ka vahan pyaar barasta rehta hai Jis desh mein ganga rehta hai Jis desh mein ganga rehta hai Bhabhi kangan khankaati hai aur maa loriyaan gaati hai Madham madham si pawan chale, koyaliya geet sunaati hai Bachaa vaha aaj bhi chaand ko chanda mama kehta hai Jis desh mein ganga rehta hai
◎ Más canciones de Udit Narayan, Abhijeet
Ver artista#TítuloÁlbumDuración
- 1Aaj Hai SagaaiSingle--:--
Udit Narayan, Abhijeet
- 2Aanchal Raat KaSingle--:--
Udit Narayan, Abhijeet
- 3Aane Wala PalSingle--:--
Udit Narayan, Abhijeet
- 4Aankhen Bhi HotiSingle--:--
Udit Narayan, Abhijeet
- 5Aankhon Mein Base Ho TumSingle--:--
Udit Narayan, Abhijeet
- 6Aap Kahan Rehte HainSingle--:--
Udit Narayan, Abhijeet