🎵
LETRA
Chaand Taare Tod Laoon Jo Bhi Chaahoon Vo Main Paoon Zindagi Mein Jeet Jaoon Chaand Taare Tod Laoon Saari Duniya Par Main Chhaoon Bas Itna Sa Khwaab Hai Bas Itna Sa Khwaab Hai Chaand Taare Tod Laoon Saari Duniya Par Main Chhaoon Bas Itna Sa Khwaab Hai Bas Itna Sa Khwaab Hai Yaar Tu Bhi Sun Zara Aarzoo Meri Hai Kya Main Kya Ban Jaana Chaahta Hoon Main Kahan Kharaab Hoon Main To Lajawaab Hoon Main Ye Manvana Chaahta Hoon Maan Ja Ay Khuda Itni Si Hai Dua Main Ban Jaoon Sabse Bada Main Ban Jaoon Sabse Bada Mere Peechhe Mere Aage Haath Jode Duniya Bhaage Bas Itna Sa Khwaab Hai Bas Itna Sa Khwaab Hai Shaan Se Rahoon Sada Mujhpe Log Hon Fida Haseenayein Bhi Dil Hon Khoti Dil Ka Ye Kamal Khile Sone Ka Mahal Mile Barasne Lage Heerein Moti Maan Ja Ay Khuda Itni Si Hai Dua Main Jyaada Nahin Maangta Main Jyaada Nahin Maangta Saari Daulat Saari Taakat Saari Duniya Par Hukoomat Bas Itna Sa Khwaab Hai Bas Itna Sa Khwaab Hai Bas Itna Sa Khwaab Hai
◎ Más canciones de Udit Narayan, Abhijeet
Ver artista#TítuloÁlbumDuración
- 1Aaj Hai SagaaiSingle--:--
Udit Narayan, Abhijeet
- 2Aanchal Raat KaSingle--:--
Udit Narayan, Abhijeet
- 3Aane Wala PalSingle--:--
Udit Narayan, Abhijeet
- 4Aankhen Bhi HotiSingle--:--
Udit Narayan, Abhijeet
- 5Aankhon Mein Base Ho TumSingle--:--
Udit Narayan, Abhijeet
- 6Aap Kahan Rehte HainSingle--:--
Udit Narayan, Abhijeet