🎵
LETRA
Shikdum Shaan: (Koyi nahin hai kamre mein, kya haseen mila hai pal Aaj sharaarat karne do, kaam baaki karenge kal) -2 Shreya: Jaao baaba jaao, aise na behkaao Hosh mein aa jaao, paagal na bano tum Shaan: Dilbar shikdum shikdum -8 Shaan: Khidkiyaan kahen, parde gira do Is tarha se na, mujhko saza do Shreya: Chhod do mujhe, jaane bhi do na Hai qasam tumhein, yun zid karo na Shaan: Kaise ye majboori, kis liye hai doori Shreya: Ho bade diwaane, hai mujhko ye maaloom Shaan: Dilbar shikdum shikdum -8 Shaan: Na sataao tum yun muskuraake Choom lo sanam, baahon mein aake Shreya: Achcha lo chalo, haari main haari Maan li sabhi baatein tumhaari Shaan: Baaton hi baaton mein, pal guzar na jaayein Shreya: Aao ek duje mein, ho jaayein kahin gum Shaan: Dilbar shikdum shikdum -8 Shreya: (Koyi nahin hai kamre mein, kya haseen mila hai pal Aaj sharaarat karne do, kaam baaki karenge kal) -2 Shaan: Jaao baaba jaao, aise na behkaao Hosh mein aa jaao, paagal na bano tum Both: Dilbar shikdum shikdum -8
◎ Más canciones de Shahrukh Khan
Ver artista#TítuloÁlbumDuración
- 1Aa tayaar ho jaaSingle--:--
Shahrukh Khan
- 2Aaj ki raat - DonSingle--:--
Shahrukh Khan
- 3Aankhein Khuli ToSingle--:--
Shahrukh Khan
- 4Aaye Aao Taare Aasmaan Ke Dharti PeSingle--:--
Shahrukh Khan
- 5Ae Mere HumsafarSingle--:--
Shahrukh Khan
- 6Aisi DeewangiSingle--:--
Shahrukh Khan