🎵
LETRA
Neend Ud Rahi Hai --FEMALE-- (Neend ud rahi hai, chain kho raha hai Jaan jaa rahi hai, yeh kya ho raha hai) - 2 --MALE-- Yeh kya ho raha hai, yeh kya ho raha hai --FEMALE-- Aise naa mujhe dekho Mera dil dhadak raha hai Haan, aise naa mujhe dekho Mera dil dhadak raha hai --MALE-- (Neend ud rahi hai, chain kho raha hai Jaan jaa rahi hai, yeh kya ho raha hai) - 2 --FEMALE-- Yeh kya ho raha hai, yeh kya ho raha hai --MALE-- Aise naa mujhe dekho Mera dil dhadak raha hai Haan, aise naa mujhe dekho Mera dil dhadak raha hai --FEMALE-- Khushboo khushboo baatein teri Maheka maheka chehraa tera --MALE-- Teri baahein, teri narmi Saanson ki yeh dheemi garmi Baarish ki boondon mein Saagar ki lehron mein Tum ho sanam, tum ho sanam --FEMALE-- Deewani ho gayi hoon, aisa lag raha hai Jaan jaa rahi hai, yeh kya ho raha hai --MALE-- Yeh kya ho raha hai, yeh kya ho raha hai --FEMALE-- Aise naa mujhe dekho Mera dil dhadak raha hai Haan, aise naa mujhe dekho Mera dil dhadak raha hai --MALE-- Dhadkan meri sun lo jaanam Kehti kya hai socho jaanam --FEMALE-- Tumse rishta kitna gehraa Do hi pal mein sadiyon jaisa Nagmon mein, saazon mein Dhun mein dil ki Tum ho sanam, tum ho sanam --MALE-- Dil ke mandiron mein tera deep jal raha hai Jaan jaa rahi hai, yeh kya ho raha hai --FEMALE-- Neend ud rahi hai, chain kho raha hai Jaan jaa rahi hai, yeh kya ho raha hai --MALE-- Yeh kya ho raha hai, yeh kya ho raha hai --FEMALE-- Aise naa mujhe dekho Mera dil dhadak raha hai --MALE-- Haan, aise naa mujhe dekho Mera dil dhadak raha hai --FEMALE-- Haan, aise naa mujhe dekho Mera dil dhadak raha hai --MALE-- Haan, aise naa mujhe dekho Mera dil dhadak raha hai
◎ Más canciones de Shahrukh Khan
Ver artista#TítuloÁlbumDuración
- 1Aa tayaar ho jaaSingle--:--
Shahrukh Khan
- 2Aaj ki raat - DonSingle--:--
Shahrukh Khan
- 3Aankhein Khuli ToSingle--:--
Shahrukh Khan
- 4Aaye Aao Taare Aasmaan Ke Dharti PeSingle--:--
Shahrukh Khan
- 5Ae Mere HumsafarSingle--:--
Shahrukh Khan
- 6Aisi DeewangiSingle--:--
Shahrukh Khan