🎵
LETRA
Main agar kahoon (om shanti om) Tumko paaya hai to jaise khoya hun kehana chahu bhi tho tumse kya kahun Tumko paaya hai to jaise khoya hun kehana chahu bhi tho tumse kya kahun Kisi zaaba mein bhi, woh laafaz hi nahi Ki zin mein tum ho kya tumhe baata sakoon Mein agar kahoon tumsa haseen Kaayanaath mein nahi hai kahin Taaref yeh bhi tho, saach hai kuch bhi nahin Tumko paaya hai to jaise khoya hun Shokion mein doobi yeh aadayein, chehare se zalki hui hai Zulf ki ghani ghani ghataein, shaan se dhalki hui hain Lehrata aanchal hai jaise baadal, bahoon mein bhari hai jaise chandini Roop ki chandini Mein agar kahoon yeh dil kashi Hai nahin kahin, na hogi kahin Taaref yeh bhi tho, saach hai kuch bhi nahin Tumko paaya hai to jaise khoya hun Tum huwe mehrabaan toh hai yeh daastan ohhoh tum huwe mehrabaan toh hai yeh daastan Ab tumhara mera ek hai karwaa, tum jahan mein wahan Mein agar kahoon humsafar meri Apsara ho tum, ya koi pari Taaref yeh bhi tho, saach hai kuch bhi nahin Tumko paaya hai to jaise khoya hun kehana chahu bhi tho tumse kya kahun Kisi zaaban mein bhi, woh laafaz hi nahi Ki zin mein tum ho kya tumhe baata sakoon Mein agar kahoon tumsa haseen Kaayanaath mein nahi hai kahin Taaref yeh bhi tho, saach hai kuch bhi nahïn
◎ Más canciones de Shahrukh Khan
Ver artista#TítuloÁlbumDuración
- 1Aa tayaar ho jaaSingle--:--
Shahrukh Khan
- 2Aaj ki raat - DonSingle--:--
Shahrukh Khan
- 3Aankhein Khuli ToSingle--:--
Shahrukh Khan
- 4Aaye Aao Taare Aasmaan Ke Dharti PeSingle--:--
Shahrukh Khan
- 5Ae Mere HumsafarSingle--:--
Shahrukh Khan
- 6Aisi DeewangiSingle--:--
Shahrukh Khan