🎵
LETRA
Ek Pal Ka Jeena (Ek pal ka jeena, phir to hai jaana Tofa kya leke jaaye, dil yeh bataana) - 2 Khaali haath aaye the hum Khaali haath jaayenge Bas pyaar ke do meethe bol jhilmilaayenge To hans kyoon ki duniya ko hai hasaana (Ae mere dil tu gaaye jaa Ae aaye aao aaye aa) - 2 Oh, aankhon mein dilbar ka sapna bhi hai Haan koi sapna bhi hai Oh, duniya mein mera koi apna bhi hai Haan koi apna bhi hai Ek chehraa khaas hai, jo dil ke paas hai Honton pe pyaas hai, milne ki aas hai Dilbaron ka magar kahan koi thikaana (Ae mere dil tu gaaye jaa Ae aaye aao aaye aa) - 2 Oh, jeevan khushiyon ka ek jhonka sa hai Haan koi jhonka sa hai Oh, aur yeh jhonka ek dhoka sa hai Yeh kaisi hai khushi, jal jalke jo bujhi Bujh bujhke jo jali, milke bhi naa mili Doston par kisi haal mein naa ghabaraana (Ae mere dil tu gaaye jaa Ae aaye aao aaye aa) - 2 Ek pal ka jeena, phir to hai jaana Tofa kya leke jaaye, dil yeh bataana Khaali haath aaye the hum Khaali haath jaayenge Bas pyaar ke do meethe bol jhilmilaayenge To hans kyoon ki duniya ko hai hasaana (Ae mere dil tu gaaye jaa Ae aaye aao aaye aa) - 2
◎ Más canciones de Shahrukh Khan
Ver artista#TítuloÁlbumDuración
- 1Aa tayaar ho jaaSingle--:--
Shahrukh Khan
- 2Aaj ki raat - DonSingle--:--
Shahrukh Khan
- 3Aankhein Khuli ToSingle--:--
Shahrukh Khan
- 4Aaye Aao Taare Aasmaan Ke Dharti PeSingle--:--
Shahrukh Khan
- 5Ae Mere HumsafarSingle--:--
Shahrukh Khan
- 6Aisi DeewangiSingle--:--
Shahrukh Khan