🎵
LETRA
Chaand ne kucch kaha raat ne kuchh suna (Dil To Pagal Hai) Hey hey oh ho ho ho ho Hmmm hmmm la la la la la Chaand ne kucch kaha raat ne kuchh suna Chaand ne kucch kaha raat ne kuchh suna Tu bhi sun bekhabar pyaar kar Oh ho ho pyaar kar Aayi hai chaandni mujhse kehne yehi Aayi hai chaandni mujhse kehne yehi Meri gali mere ghar pyaar kar Oh ho ho pyaar kar Chaand ne kucch kaha raat ne kuchh suna Tu bhi sun bekhabar pyaar kar Oh ho ho pyaar kar la la la la la la la Kya kahoon kya pata baat kya ho gayi Dillagi ye mere saath kya ho gayi hai Ek ishaara hai ye Dil pukaara hai ye Ek ishaara hai ye Dil pukaara hai ye Isse chura na nazar pyaar kar Oh ho ho pyaar kar Chaand ne kucch kaha raat ne kuchh suna Tu bhi sun bekhabar pyaar kar Oh ho ho pyaar kar Hey hey ah ha ha ha aa Hai kaun kya khabar koi to hai magar Sapnon mein hai kahin aata nahin nazar Main yahaan vo vahaan Aa rahi phir yahaan Main yahaan vo vahaan Aa rahi phir yahaan Aawaaz ksiki magar pyaar kar Oh ho ho pyaar kar Chaand ne kucch kaha raat ne kuchh suna Tu bhi sun bekhabar pyaar kar Oh ho ho pyaar kar la la la la la la la Jispe hum mar mite usko pata bhi nahin Oh ho jispe hum mar mite usko pata bhi nahin Kya gila hum karein vo bewafa bhi nahin Humne jo sun liya usne kaha bhi nahin Kehde zara soch kar pyaar kar Oh ho ho pyaar kar Hey hey ah ha ha ha aa la la la la la la la Chaand ne kucch kaha raat ne kuchh suna Tu bhi sun bekhabar pyaar kar Oh ho ho pyaar kar Aayi hai chaandni mujhse kehne yehi Aayi hai chaandni mujhse kehne yehi Meri gali mere ghar pyaar kar Oh ho ho pyaar kar Hey hey la la la la la Ho ho hmm hmm hmm hmm hmm Pyaar kar Ho ho ho pyaar kar Pyaar kar Ho ho ho pyaar kar Le gayee le gayee, Dil le gayee le gayee(dil to pagal hai ›) Mujhko hui na khabar Chori chori chhup chhup kar Mujhko hui na khabar Chori chori chhup chhup kar Kab pyaar ki pehli nazar Hay Le gayee le gayee Dil le gayee le gayee Le gayee le gayee Dil le gayee le gayee Mujhko hui na khabar Chori chori chhup chhup kar Kab pyaar ki pehli nazar Hay Le gayee le gayee Dil le gayee le gayee Le gayee le gayee Dil le gayee le gayee Le gayee le gayee Dil le gayee le gayee Pyaar ki pehli pehli is aankhmicholi mein Hay Pyaar ki pehli pehli is aankhmicholi mein Bin soche ja baithi main nainon ki doli mein Ab lagta hai mujhko darr Chori chori chhup chhup kar Kab pyaar ki pehli nazar Hay Le gayee le gayee Dil le gayee le gayee Le gayee le gayee Dil le gayee le gayee Le gayee le gayee Dil le gayee le gayee Bikhri bikhri zulfein ye behki behki chaal Haan Bikhri bikhri zulfein ye behki behki chaal Haal ye mera dekhenge poochhenge log sawaal Abhi jaoon main kaise ghar Chori chori chhup chhup kar Kab pyaar ki pehli nazar Hay Le gayee le gayee Dil le gayee le gayee Le gayee le gayee Dil le gayee le gayee Le gayee le gayee Dil le gayee le gayee Mujhko hui na khabar Chori chori chhup chhup kar Kab pyaar ki pehli nazar Hay Le gayee le gayee Dil le gayee le gayee Le gayee le gayee Dil le gayee le gayee Le gayee le gayee Dil le gayee le gayee Le gayee le gayee Dil le gayee le gayee Le gayee le gayee Dil le gayee le gayee
◎ Más canciones de Shahrukh Khan
Ver artista#TítuloÁlbumDuración
- 1Aa tayaar ho jaaSingle--:--
Shahrukh Khan
- 2Aaj ki raat - DonSingle--:--
Shahrukh Khan
- 3Aankhein Khuli ToSingle--:--
Shahrukh Khan
- 4Aaye Aao Taare Aasmaan Ke Dharti PeSingle--:--
Shahrukh Khan
- 5Ae Mere HumsafarSingle--:--
Shahrukh Khan
- 6Aisi DeewangiSingle--:--
Shahrukh Khan