🎵
LETRA
Teri Isi Adaa Pe Sanam Deewana (1992) (Kumar Sanu, Sadhana Sargam) Teri isi adaa pe sanam mujhko to pyaar aaya, ho Teri isi adaa pe sanam mujhko to pyaar aaya Tune lagaaya gale se, tune lagaaya gale se Mere dil ko qaraar aaya, ho Teri isi adaa pe sanam mujhko to pyaar aaya Bheega mausam (Oh, oh, oh) Bheegi raatein Hai labon pe (Oh, oh, oh) Teri baatein Andar hai sholaa, baahar hai paani Hone lagi hai dhadkan deewani Teri gesu, teri khushboo Jahan dekhoon, bas hai tu, ho, ho, ho, ho Is husn pe pehle kahan aisa nikhaar aaya, ho Teri isi adaa pe sanam mujhko to pyaar aaya Tune lagaaya gale se Mere dil ko qaraar aaya, ho Teri isi adaa pe sanam mujhko to pyaar aaya Jaaga jaaga (Oh, oh, oh) Soya soya Yeh samaa hai (Oh, oh, oh) Khoya khoya Tasveer teri jigar mein utaaroon Aaja teri uljhi zulfein sanwaaroon Tujhe dekhoon, tujhe chaahoon Tere bin main jee na paaoon, oh, oh, oh, ho Aisa haseen mauka sanam hai pehli baar aaya, ho Teri isi adaa pe sanam mujhko to pyaar aaya Tune lagaaya gale se, tune lagaaya gale se Mere dil ko qaraar aaya, ho Teri isi adaa pe sanam mujhko to pyaar aaya, ho Teri isi adaa pe sanam Mujhko to Pyaar aaya
◎ Más canciones de Kumar Sanu
Ver artista#TítuloÁlbumDuración
- 1Ab Hai Neend Kise Ab Hai Chain KahanSingle--:--
Kumar Sanu
- 2Bhangda Pa Le Aaja AajaSingle--:--
Kumar Sanu
- 3Chori Se Dil Ko Chura le KoiSingle--:--
Kumar Sanu
- 4Dekha Tujhe ToSingle--:--
Kumar Sanu
- 5Dil Ka RishtaSingle--:--
Kumar Sanu
- 6Dil Ki Tanhai KoSingle--:--
Kumar Sanu