🎵
LETRA
Meri Zindagi Mein Ajnabi Sunidhi Chauhan & Kumar Sanu (AJNABEE) Movie --sunidhi chauhan-- Na chaand ka, na taaron ka Na phoolon ka, na bahaaron ka Na nazaaron ka, na ishaaron ka Na apnon ka, na begaanon ka Meri zindagi mein ajnabi ka intezaar hai Main kya karoon, ajnabi se mujhe pyaar hai Voh ajnabi jaana pehchaana Sapnon mein uska hai aana jaana Aa ajnabi, tere liye dil yeh mera beqaraar hai --kumar sanu-- Meri zindagi mein ajnabi ka intezaar hai Main kya karoon, ajnabi se mujhe pyaar hai Voh ajnabi jaana pehchaana Sapnon mein uska hai aana jaana Aa ajnabi, tere liye dil yeh mera beqaraar hai --sunidhi chauhan-- Meri zindagi mein ajnabi ka intezaar hai Main kya karoon, ajnabi se mujhe pyaar hai --kumar sanu-- Khushbuon ki gali mein, in hawaaon mein dekha Maine chehraa uska dilkash fizaaon mein dekha --sunidhi chauhan-- Oh, bekhayaal karta hai, voh bada deewana hai In labon ka pyaasa hai, dil ka aashiqaana hai Bekhayaal karta hai, voh bada deewana hai In labon ka pyaasa hai, dil ka aashiqaana hai --kumar sanu-- Voh ajnabi jaana pehchaana Sapnon mein uska hai aana jaana --sunidhi chauhan-- Aa ajnabi, tere liye dil yeh mera beqaraar hai --kumar sanu-- Meri zindagi mein ajnabi ka intezaar hai Main kya karoon, ajnabi se mujhe pyaar hai --sunidhi chauhan-- Ab to uske liye hi raat bhar jaagti hoon Aaye ghadiya milan ki, yeh duaa maangti hoon --kumar sanu-- Ho, jaaneman mohabbat mein faasla zaroori hai Dhadkanein yeh kehti hai, chaar din ki doori hai Jaaneman mohabbat mein faasla zaroori hai Dhadkanein yeh kehti hai, chaar din ki doori hai --sunidhi chauhan-- Voh ajnabi jaana pehchaana Sapnon mein uska hai aana jaana --kumar sanu-- Aa ajnabi, tere liye dil yeh mera beqaraar hai --sunidhi chauhan-- Meri zindagi mein ajnabi ka intezaar hai Main kya karoon, ajnabi se mujhe pyaar hai --kumar sanu-- Voh ajnabi jaana pehchaana Sapnon mein uska hai aana jaana --sunidhi chauhan-- Aa ajnabi, tere liye dil yeh mera beqaraar hai Meri zindagi mein ajnabi ka intezaar hai Main kya karoon, ajnabi se mujhe pyaar hai
◎ Más canciones de Kumar Sanu
Ver artista#TítuloÁlbumDuración
- 1Ab Hai Neend Kise Ab Hai Chain KahanSingle--:--
Kumar Sanu
- 2Bhangda Pa Le Aaja AajaSingle--:--
Kumar Sanu
- 3Chori Se Dil Ko Chura le KoiSingle--:--
Kumar Sanu
- 4Dekha Tujhe ToSingle--:--
Kumar Sanu
- 5Dil Ka RishtaSingle--:--
Kumar Sanu
- 6Dil Ki Tanhai KoSingle--:--
Kumar Sanu