🎵
LETRA
Vaaste romanizada Vaaste jaan bhi doon Main ganwa imaan bhi doon Kismaton ka likha mod doon Badle mein main tere Jo khuda khud bhi de Jannatein sach kahoon chhod doon Tumse zyada main na jaanu Tumse khud ko main pehchanu Tumse husn main apna maanu mahiya Vaaste jaan bhi doon Main ganwa imaan bhi doon Kismaton ka likha mod doon Tere alawa koyi bhi khwahish Nahi hai baaki to ve Kadam uthaun, jahan bhi jaaun Tujhi se jaaun milne Tere liye mera safar Tere bina main jaaun kidhar Tumse zyada main na jaanu Tumse khud ko main pehchanu Tumse husn main apna maanu mahiya Vaaste jaan bhi doon Main ganwa imaan bhi doon Kismaton ka likha mod doon Badle mein main tere Jo khuda khud bhi de Jannatein sach kahoon chhod doon Tu hi hai savera mera Tu hi kinara mera Tu hi hai dariya mera Khuda ka zariya mera Tujhi se hota shuru yeh mera kaarwan Tujhi pe jaake khatam Yeh mera saara jahan Vaaste jaan bhi doon Main ganwa imaan bhi doon Kismaton ka likha mod doon La canción 'Vaaste romanizada' de Dhvani Bhanushali con la colaboración de Nikhil D'Souza profundiza en un profundo sentido de devoción y conexión emocional. La letra destaca la disposición de darlo todo por la persona amada, incluso ofrecer la propia vida y fe...
◎ Más canciones de Dhvani Bhanushali
Ver artista#TítuloÁlbumDuración
- 1LailaSingle--:--
Dhvani Bhanushali
- 2Leja ReSingle--:--
Dhvani Bhanushali
- 3Vaaste (ft. Nikhil D'Souza)Single--:--
Dhvani Bhanushali